Basant Chaudhary
Basant Chaudhary
Pita : Samaajsewi, Udyogpati Sw. Lunkarandas Chaudhary
Mata : Sw. Gangadevi Chaudhary
Janm tithi : V. S. 2013 Chaitra 21 gatay (April 03, 1957)
Sthayi pataa : Saraswati Sadan, Tridevi Marg, Thamel P. O. Box No. 648, Kathmandu
Shaikshik yogyata : Vaanijya Shastra me Snatak
Srijanaatmak prishthbhoomi : Vidyarthi jeevan se saahitya-srijan me nirantar rachnasheel
Prakaashan : 'Maaya Baljhechh', 'Timro Naamama', 'Reflection of Love', 'Only Love', 'Love Forever', 'Vasant Vela'
Hindi Bhasha ka Geet Album : 'Kuch Khwaahishe Kuch Bandishe', 'Moments of Love'
Nibandh Sangrah : 'Raashtriyata Nadukhos', 'Samvaad'
Kavita Sangrah : 'Megha' (Nepali evam Hindi), 'Mera Kavitaharu' (Nepali), 'Aansuo ki Siyaahi se' (Hindi), 'Chaahto ke Saaye me' (Hindi evam Angrezi), 'Vasant' (Nau Bhaashaao me)
Ukti Sangrah : 'Jeevan-Mantra'
Vishwa-Kaavya-yaatra : San 2012 se aayojit
Ekal Kavita Vaachan : Vishwa ke 10 Desho ke 20 Shaharo me Sampann
Saahityik Kritiya evam Patrikaaye : 'The Reeyalam', 'Urvashi', 'Satta', 'The Independence'